ye kya k sab se bayan dil ki halaten karni
‘Faraz‘ tujh ko na ain muhabbaten karani
ye qurb kya hai k tu samane hai aur hamain
shumar abhi se judai ki sa’aten karani
koi khuda ho k patthar jise bhi ham chahen
tamam umr usi ki ibadaten …
Wah haanth jo ponchhte then aansun mere
Mit jaate then gham,jinke duwaon ke asar se
Dhundhte hain o kaandhe,roti thin aankh jin par
MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se
Ungli pakad kar chalna,hajaar khwahishen karna
Gujarti thi unki zindagi,hamare hi dagar se
Yaad aati hai o baaten,dil rota hai AAH aksar
MAA-BAAP ka saaya jab uth jata …